Agar may Rooth jaon to ...
Humaray bech ke jhagray
Ulajhna behss karna aur kabhi ye Dhoons janay ki
Kabhi na loat anay ki
Ye subh apni jagha jana !
Magar itna dheyaan rakhna
Go zidi hon may, khud sar ho
Agar may rooth jaon to
Meri kotahiyan sari bhula dena
Galay mujhko laga lena
Suno !
Mujhko Mana lena.....
0 comments:
Post a Comment